Powered by Blogger.
my Real story..kanhaiya and veena

Ek ladka tha vo ek ladki ko bhut jada pyar karta tha......or vo jis ladki se pyar karta tha to us ladki to pata tha ki vo mere ko bhut pyar karta hai .....or ladka sochta tha ki ladki mere ko purpose mare.... Or ladka ladki kai papa army mai the... To jab dono ki posting aa gai to ladkai ne ladki to purpose mara .....to ladki kuch dair chup thi fir ladki ne bola ki agar tumko jevab nahi daina hai to mat do magar mai tumare javab ka wait karu ga.......or us ladki ne ladki ko subh kai 3 baje purpose mara tha......or dono ka gar paas mai he tha... fir ladka 2din kai baad gao chala gaya...or gis din ladka gao gaya..tha us din he vo ladki part mai chali gai thi to vo ladka usko last baar nahi daik paya....or us ladki nai 2din phle he apne gao ka number lik kai dai diya tha.....or fir jab ladka gao chala gaya to us ladki ka ek baar bhi call nahi aaya...... Tu ladkai nahi socha ki us kai paas mobile nahi hoga.,......or fir vo ladka pane gao chala gaya or vo ladki bhi apne gao chali gai.... To us ladkai nai uskai phone ka bhut wait kiya..to 1 saal hoge to koi phone nahi aya .....to us ladkai kai ek dost tha usne kha ki tu uska wait kar ....to us ladkai ne uska us ladki ka 1 saal wait kar liya to ek baar vo apne ek id bane facebook par to us ladkai nai us ladki ka naam surch mara to us ladki kai naam ki bhut jada list aa gai to us ladkai ne sab ko request send kar di to ek id usmai sai us ladki ki thi to
to fir ladkai ne kuch din tak us ladki se baat kiya or vo ladki us ladkai par apna pura hak jema kar rakti thi koi bhi galt kadam nahi utane daithi thi ...or ha us ladki ne ladkai sai kha ki mai nagpur aa rhi hu vha par mere chacha rhte hai or vo ladkai nagpur mai he rhat tha to us ladkai ne bola mai tumara wait karu ga station par .... Ladki ne bola ki mai aap ko phone kar duge to jis date ko ladki nagpur station par ane walli to us din vo ladka station par phuch gaya ... Ladka saam kai 6 baje se gar se nikal gaya or
or os us din vo ladki nagpur station par ai he nahi ..... Ladkai ko ey nahi pata tha ki vo aa rhi hai ki nahi ...to usladkai ne saam kai 6baje se laikar subh kai 10baje thak wait kiya or us time thond ka mousam tha.,..... Tho fir vo ladka jab gar par aaya to usko fivar ho chuka tha....to 20 din baad vo ladki facebook par online hui...to us ladki ne bola ki mai mobile lana bhul gai the .., or ladkai ko pata tha ki ey mere se juut bol rhi hai to ladkai ne ladki se bola ki sory yaar mai to aaya he nahi station par.....fir 1 month kai baad ladkai ne bola ki mai tum se milna chata hu... To ladki ne bola ki mere paas aa jao...ladka 10 din kai baad ladki se milne jane kai liye train pakad li.. Ladkai kai gar se ladki ka gar 34 gante ka tha or ladkai kai paas onlie 700rs tha to ladkai kai paas kam pase hone kai karan vo train mai kuch nahi kaya... Jab ladka station par phucha to ladki ko phone karta hai to vo ladki he phone utathi hai or ladkai se kya bolti hai mai uski friend bol rhi hu vo abhi nahi hai.....or us time thond ka mousam tha to ladka puri raat station par bitat hai or us ladkai ki etne jada thond kai mare kapne lagta hai ki jaise ki mar jay ga......to shubh hoti hai to ladka fresh ho kar ladki kai collage kai paas jakar khda hota hai time subh kai 8 baje ... Ladka ladki ko phone karta hai fir

Ladka ladki ko phone kar bolta hai ki mai abhi aap kai collage kai gaite kai saamne khda hu .... Ladki bolthi hai ki mai 11.30am par aau gai to ladka bolta hai thik hai.....11.30am baje jate hai ladka edar udar daikne lagta hai 12am baje jate hai fir bhi vo ladki khe nahi dikte hai fir 1__2_3_4_5_6pm baje jate hai magar vo ladki nahi ate hai .
Ladka station ki our chal daita hai to ladka ladki ko masg karta hai ki jab tumko nahi milna tha to mana kar daina tha.... 5mint baad ladki ka phone aata hai aap kha par ho ladka bolta hai yha par hu,.. Ladki bolti hai ki mai abhi tution mai hu to jab mera tution 8pm baje chute ga to mai aap se milne aau gai ladka bich raste mai he ruk jata hai or rate par wait kare lagta hai 8.30pm baj jata hai to ladka phone karta hai ladki kai paas to ladki bolti hai mai nahi aa sakti papa hai or gar mai kuch problem hai
To ladka bolta hai ki hum kal mil laigai ladki bolti hai thik hai fir ladki bolti hai ki abhi aap thond kai mousam mai kha ruko gai ladka bolta hai ki station par fir ladki bolti hai ki aap mere gar par aa jao aap ko papa mammy log to jante hai magar ladka mana kar daita hai or bolta hai tumare papa tumko chode gai nahi mai nahi aa sakta aap kai gar par..... Ladki bolti hai ki to mai apne ek dost ko bhaijte hu aap uskai gar par ruk jana ladka bolta hai thik hai.....fir ladka ladki kai dost ka wait karta hai ,.11_12pm..12.30am thak wait karta hai magar vha par koi nahi ata hai ladka ladki ko phone karta hai magar ladki ne ladkai ka number waiting mai daal daite hai .... Ladka 1 baje station jata hai fir din bhar thak kar vo so jata hai magr usko thond sai or bhuk sai patla ho jata hai.... Subh hothi hai ladka collage 10am baje phuch jata hai or gate kai paas khde hokar wait karta hai magar vo ladki fir se nahi ati hai or ladkai ko bhut taije se fiver hota hai to ladka ladki ka 12am tak wait karta hai vo fir station aa jata hai or train mai bait jata hai fir train mai kuch khreed kar kuch khata hai.....or vo gar phuch kar apne dosto se juut bolta hai ki mai us ladki se mil kar aaya hu.
Jab vo gar mai naha rha tha tab us ladki ka nahi ana ko yaad kar kai rone laga or us ne apne haat par ladki kai naam ko daik kar or bhi rone laga , fir vo ladki jab facebook par online hui to usne ladkai ko galt bola ki tumeri galti thi ..to fir us din se ladki ne ladki ka naam nahi liya magar uski yaado ko yaad kar kai vo aaj bhi rota hai
facebook email = kanhaiya.yadav07@yahoo.com







4 comments:

Anonymous said...

hi itna koi kisi ko love karta hai frist time suna hai very nice dear

subhi dubey said...

nice....

Raj said...

YoU ArE A TrUe LoVeR !!!
AaP Ne ApNe LoVe Ke LiYe ItNa KuCh KiYa JiTna ShAyAd AaJ ke JaMaNe Me KoI NhI KrTA !!!
VeRy NiCe BuT SaD StOry!!!

Anonymous said...

Aapka love true love tha but aapne galat ladki se pyar kiya wo ladki aapke pyar ke layak nai thi

Post a Comment

wibiya widget