Powered by Blogger.
mera pyar pratik - kirti

hi frd....... mera nam kirti hai ur mein 11th science mein padhati hu....mein baroda ki rehne veli hu...........

me apako apani love story batati hu.

mein jab 10th std mein thi tab mere sath pratik padata tha...wo muje like karta tha......mmuje ye bat nahi pata thi..mein to use apana frd manti thi...ek din mein ghar se tusion jarahi thi......to wo muje mila mein kaha tu yaha kyu aya hai..................to usane kaha ki muje tujase ek bat karanu hai,,,,,,,,,,mein ne kaha bol to wo bol ne ja raha tha ki meri frd ne muje avaj di......to pratik ne kaha mein abhi jara hu bad mein bataunga maine kaha thik hai bad mein batana........

ek din meri frd ne muje kahaki ki pratik yuje like karta hai to meine apani frd ko kaha tu chup beth aur apana kam kar.........mein ne ye bat pratik se pu6i to usane kaha ki mein tuje sach mron like karta hu...........be imataha pyar karata hu mein tere liye jaan bhi de duaga.......mein ye sab sun kai scoke ho gai.........mein waha se chali gai.......

usake do din bad school start honese pehle usane muje pure class ke samane prapose kiya main ne usase mana kardiya to usane mujase kahaki tune mana kyuki......mein ne kaha ki me bhi tujase bahot pyar karti hu but mein hamare teacher nd sir se darti hu...... usane kaha dar mat mein sab sabhal luga.........mein kaha ki thik hai.......bad mein me usane muje hug kar liya mein ne.......................

age ki story bad mein bataugi







1 comments:

Anonymous said...

yar aage batao na kya hua

Post a Comment

wibiya widget